nature

bhagwan ne manav ko kitna pyara ye uphar diya!
har taraf apne jalvo se usko sarokar kiya!
har insan uski khubsurti ka gulam ho gaya !
usne har baar humari jindgi ko gulzar kar diya!
ye to such hai teri khubsurti se pyaar to sub karte hain!
par peso ki bhuk use is pyaar se najarandaj karte hain !
tujhe le jakar gldaste me to tujhe sajate hain !
par us jagha par bada ek mahal banate hain!
tera ye dard unse dekha nahi jata shayad!
phir tera ye kahar garibo pe juram dhata hai !
mehlo me betha vo apni kamyabi ka jashan manata hai !
aor tu lachar uska kucch n bigad pata hai !